Skip to main content

Posts

Featured

Naat e Rasool e Maqbool ﷺ Dare Akdas pe haal e dil sunana yaad aata hai  Dare Akdas pe Dare akdas pe haal e dil sunana yaad aata hai  Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai Madine mein jo guzra wo zamana yaad aata hai Madina yaad aata hai  Madina yaad aata hai  Adab se baith kar us gumbade khazra ke saaye mein Nabi ki yaad mein aansu bahana yaad aata hai Madina yaad aata hai  Madina yaad aata hai  Rasulallah ke darbar mein unki muhobbat mein Ye tera rozo shab ka aana jaana yaad aata hai Madina yaad aata hai  Madina yaad aata hai Awais  karni bole maa ijazat dijiye mujko Judaee mein tadapta hun madina yaad aata hai Madina yaad aata hai  Madina yaad aata hai  Mizare fatema pe karbala walon ki yaad aaee Madine waale aaqa ka gharana yaad aata hai Madina yaad aata hai  Madina yaad aata hai  Nabi ke zikr ki mehfil mein aate hi muje Mohsin Madina yaad aata tha Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai...

Latest posts

Huzoor Meri To Sari Bahar Aap Se Hai by Owais Raza Qadri

Pir Syed Shabeer Hussain Shah Sahab Naat Shareef parhtay huay

Kalam Mera to Sub Kuch mera Nabi Hai

Chandni Raat hai aur Pichla Peher by Owais Raza Qadri

Ab Tangi E Daama Pe Na Jaa Aur Bhi Kuch Maang By Siddiqe Ismail Sahab

Naat Parhtay Hain Mustafa Wale Naat By Ziya Noor YouTube

Uchian Uchian Shana Mere Sohnay diyan

Ya Mustafa Ata ho Phr izn Hazri ka

Phir Gumbad e Khzra ki Fazaon m Bula lo

Ya Mustafa Ata Ho by Hafiz Tasawar Attari & Shehzad Madni 2018